Easypaisa Account Se Paise Kaise Transfer Kare | Easypaisa Money Transfer

Easypaisa Account Se Paise Kaise Transfer | Easypaisa Money Transfer. Aaj hum baat karenge easypaisa mobile account ke hawale se. ke hum kaise aik easypaisa account se dusray easypaisa account me Money Send karenge.

Easypaisa Account Se Paise Kaise Transfer | Easypaisa Money Transfer

Easypaisa Money Transfer Charges


aap agar aik account se dusre easypaisa mobile account me balance transfer karenge. to us me kisi kisam ki koi katoti nahi hogi. pura ka pura balance app ke account me add hoga.

Read more..

Easypaisa Account Se Paise Transfer Karne Ka Tariqa 


• Dosto simply aap easypaisa mobile account ko open kare. easypaisa mobile account me sab se pehle number per hai. Money Transfer to aap (1) se reply kare.
 Us ke baad pehle number per aayega mobile account to aap ne phir (1) se reply karna hai.
 Phir us Menu me pehle number per hai easypaisa. to aap ne phir (1) se reply karna hai.
 Us ke baad wo easypaisa number de jis me aap money transfer karna chahte hai.
 Aur us ke baad amount enter kare jitna aap bejna jahte hai. aur reply kare.
 Amount enter karne ke baad apna easypaisa mobile account ka pin code enter kare. aur ok kare to aap ka balance transfer ho jayega. to is tarha se aap apne account se dusre easypaisa mobile account me money transfer kar sakte hai.

Umeed karta hu dosto ke aap jaan chuke honge. ke aik telenor easypaisa mobile account se dusre easypaisa account me money kaise transfer karte hai. agar phir be aap ko masla ho. to comment box me puch sakte hai.

Post a Comment