Kaise Theek Karen Window Detected a Hard Disk Problem Window 7

Kaise Theek Karen Window Detected a Hard Disk Problem Window 7. to is page per hum baat karenge window detect a hard disk problem ke baare me. jo log window 7 use karte hain. to un ke saat aksar ye masla pesh aata hain. to is problem ko solve karne ka tariqa buhat zyada aasan hain.

Kaise Theek Karen Window Detected a Hard Disk Problem Window 7

to sab se pehle aap ne apne computer me start per click karna hain. aur search box mai likhe RUN aur enter kare. jab aap run ko enter karenge to aap ke saamne aik aur search box open ho jayega. to us me GPEDIT.MSC enter kare. to aap ke saamne aik window khul jayegi.

Read more..

to us me aap administrative templates par click kare. us ke baad system per click kare. aur us ke baad troubleshooting and diagnostics par click kare.

Phir disk diagnostics par click kare. aur disk diagnostics per click karne ke baad disk diagnostics: configure execution level par click kare. 

to aap ke samne aik window khul jayegi. to us me aap disable per click kare. aur apply par click kare. apply par click karne ke baad apne computer laptop ko restart kare. to windows detected hard disk problem fix ho jayega.

Post a Comment