How To Flash Samsung Galaxy SM- J100H Mobile With Odin

How To Flash Samsung Galaxy SM- J100H Mobile With Odin.aaj hum baat karenge samsung mobile flashing ke hawale sai ke hum kaise samsung galaxy sm-j100h mobile ko odin flash tool ki madad se kaise flash karenge.agar aap ke samsung mobile mai koi problem hai to aap use ghar bethe ba aasani flash kar sakte hai.

Samsung Galaxy SM-J100H Mobile Flash Karne Ka Tariqa


Requirements:

> pc ya laptop
> usb cable
> odin flash tool.click here
> samsung usb drivers.click here
> samsung sm-j100h flash file


sab se pehle aap apne computer ya laptop mai samsung mobile usb drivers install kare.us ke baad odin flash tool ko open kare our AP per click kare our samsung galaxy sm-j100h flash file folder mai ja kar flash file odin flash tool mai open kare.




us ke baad apne samsung mobile ka Power+Home+Volume down button aik saat dabaye our kuch dher ke liye hold kare us ke baad aap ke mobile mai aik window khul jayegi us ke baad Volume up button dabaye to aap ka mobile download mode mai chala jayega.



ab apne mobile ko usb cable ki madad se computer se connect kare our jab mobile puri tara computer se connect ho jaye to phir start button per click to flashing start ho jayegi. taqreeban 3 ya 4 minute mai flash complete ho jayega.our aap ka samsung galaxy sm- j100h mobile on ho jayega.our inshallah theek ho juka hoga.


umeed karta hu ke aap jaan chuke honge ke samsung mobile ko kaise flash karte hai.is method se aap buhat se samsung mobiles ko flash kar sakte hai.

Post a Comment