Gmail Password Kaise Pata Kare | Gmail Password Recover Kaise Kare

Gmail Password Kaise Pata Kare | Gmail Password Recover Kaise Kare. aaj is page per me aap ko batane wala hu. ke agar aap apne gmail account password bhool chuke hai. aur aap apna gmail account open nahi kar pa rahe. to kaise aap apne gmail account password recover karenge.


Gmail Password Kaise Pata Kare | Gmail Password Recover Kaise Kare


buhat se dost aise jo gmail id banate hai. aur jab wo us gmail id ka password bhool jate hai. to phir hum dusra gmail id banate hai.

Gmail Password Kaise Pata Kare


lekin yaha per aap ko batata chalu ke jab aap koi gmail id banate hai. to gmail id banate waqt google aap se aap ka mobile number mangta hai. jab aap apna mobile number enter karte hai. to us number per aap ko aik sms aata hai. google ki taraf se. jis me aik gmail verification code hota hai. use jab aap enter karte hai. to aap ka gmail account create ho jata hai.

to is tarha se jab aap apne gmail account ka password bhool jate hai. to gmail password recover karne ke liye aap ko us mobile number ki zarorat hogi. jo aap ne gmail id banate waqt add kiya tha.


jab tak aap ke pass wo mobile number hoga. tab tak aap apna gmail account password recover kar sakte hai.

Gmail Id Password Recover Karne Ka Tariqa


[Step 1] Apna gmail account password recover karne ke liye aap simply apne browser ko open kare. aur Gmail ko open kare. us ke baad jis gmail id ka password aap recover karna chahte hai. us ko enter kare aur next kare.


Gmail Password Kaise Pata Kare | Gmail Password Recover Kaise Kare


[Step 2] next per click karne ke baad aap ko password enter karne ko kahega. lekin password to aap ko yaad nahi hai. to gmail password recovery ke liye aap simply neeche forgot gmail password per click kare.


Gmail Password Kaise Pata Kare | Gmail Password Recover Kaise Kare


[Step 3] forgot password per click karne se aap ke saamne wo mobile number show ho jayega. jise aap ne gmail id banate waqt enter kiya tha. us number ke sirf aakhri 2 numbers aap ko dekhayi denge. aur neeche aap ko text aur call ka option show hoga. to aap ne simply text per click kar dena hai.


Gmail Password Kaise Pata Kare | Gmail Password Recover Kaise Kare


[Step 4] text per click karne se aap ko us mobile number per 6 digit google verification code mosool ho jayega. us code ko app ne enter karna hai. aur next per click kar dena hai.


Gmail Password Kaise Pata Kare | Gmail Password Recover Kaise Kare


[Step 5] us ke baad aap ke saamne new password enter karne ka option khul jayega. waha per aap apna new password enter kare. aur next per click kare. to aap ka gmail account password successfully recover ho jayega.


Gmail Password Kaise Pata Kare | Gmail Password Recover Kaise Kare

jo purana password hoga wo remove ho jayega. ab jab be aap login karenge. apne gmail account me to is new password ko enter karenge. tab he aap ka account open hoga.

umeed karta hu dosto ke aap jaan chuke honge. keh Gmail Password Kaise Pata Kare. agar phir be aap ko koi problem ho to comment section me bata sakte hai.

Post a Comment