Inpage 2009 Free Download for Windows 7 (Urdu Writing Software)

Inpage 2009 Free Download for Windows 7. aaj is page per mai aap ko inpage urdu software ke baare mai bataunga. inpage urdu software jo ta ye pehle baar pakistan aur india ke programmer ne mil kar 1994 mai daryapt kiya ta. inpge jo software hai ye computer mai Urdu,Arbi,Farsi aur Pushtu likne ke liye istimaal kiya jata. aur Pakistani zubaan is mai likhe ja sakte hai. lekin khass kar log ise computer me Urdu writing ke liye istimaal karte.


Inpage 2009 Free Download for Windows 7

Inpage 2009 Free Download for Windows 7


inpage urdu software free me download karne ke liye niche download link per click kare. inpage urdu software ka interface buhat he zyada simple hai. ise aap ba aasani use kar sakte hai.

Read more...

sab se pehle inpage urdu software apne computer me install kare. aur inpage ko open kare. inpage ko open karne ke baad neche image ki tara interface aap ke saamne khul jayega.
Inpage Urdu Software Free Download(Urdu Writing Software)

new file create karne ke liye aap simply uper left side mai file per click kare our us ke baad new per click karenge. to aap ke saamne neche image ki tara dialogue box khul jayega.

Inpage Urdu Software Free Download(Urdu Writing Software)

is dialogue box me aap jo page create karenge. us ki setting karenge. ke kis size ka aap page banayenge. uper left side mai page ka option hai. us per click kar ke app apne page ka size select kar sakte hai. Legal, Letter, Tabloid, A2, A3, A4, A5, B4 our B4 jo be file aap select karna chahte hai. to use aap ba aasani select kar sakte hai. aur ok par click karne se wo file open ho jayega.

Inpage Urdu Software Free Download(Urdu Writing Software)

agar aap inpage ka jo default setting hai wo change karna chahte hai to use be aap change kar sakte hai.uper font ka option waha se aap font be change kar sakte.our uper edit ka option hai us per aap click karenge our neche preferences per click kar ke aap keyboard setting change kar sakte hai.

Inpage Urdu Software Free Download


our be buhat se option hai jise aap ba aasani use kar sakte hai.keyboard hamesha aap phonetic keyboard select kiya kare.us se aap ba aasani urdu likh sakte hai.ab is page per aap jo be likhna jahte hai to wo keyboard ke madad se aasani se likh sakte hai.inpage urdu software free download karne ke liye neche download button per click kare.

1 Comments

  1. You ought to take part in a contest for one of the greatest
    blogs on the web. I most certainly will recommend this web site!

    ReplyDelete

Post a Comment