Best Free Keyword Research Tool For SEO | Keyword Everywhere 2019 Edition.dosto aaj is page per me aap se baat karne wala hu keyword researching ke baare me ke free me aap apne website ke liye keyword kaise search karenge.g ha me aap ko aik aise keyword research free tool ke baare me batane wala hu jise proper tariqe se use kar ke aap apne website per kamal ka traffic laa sakte hai.
basically keyword researching ke 2 methods hote hai.aik hota hai paid method online buhat se aise website hai jis ke madad se aap apne website ke liye keyword research kar sakte hai.lekin us ke liye aap ko pay karna padega free me aap use istimaal nahi kar sakte.
* Google adsense kaise approve kare 2019
* 2019 me blog traffic kaise increase kare
* High pr dofollow backlinks kaise banaye
* Blog ke sabhi posts me ads kaise lagaye
dusra hota hai free method jis se aap free me apne website ke liye high quality keyword search kar sakte our apne website ko free me google first page me rank kara sakte hai.aaj jis keyword research tool free ke baare me me aap ko batane wala hu is tool ko use kar ke aap paid wale keyword research tool bhool jayenge.
free keyword research tool ko install karne ke liye me aap ko recommend karunga ke aap chrome browser use kare q ke ye keyword planner aik extension hai jise aap sirf chrome me install kar sakte hai.
to sab se pehle aap ne google me search karna hoga keyword everywhere pehle number per jo website aayega us per aap ne click kar dena hai.to aap google web store me chale jayenge.keyword everywhere extension ko install karne ke liye aap ne simply add to chrome per click kar dena hai.
add to chrome per click karne se thode dher me keyword everywhere extenshion install ho jayega our aap ke saamne aik new window khul jayegi.us window me aap ko apna email id enter karna hoga gmail id enter karne ke baad aap ne email me api key per click kar dena hai.
us ke baad aap ke pass keyword everywhere ki taraf se aik email aajayega us email me aap ko aik link diya hoga us link per aap ne click kar dena hai.to aap ke saamne api key ki page khul us api key ko aap ne copy kar dena hai.
us ke aap ko chrome browser ke daaye side me uper keyword everywhere ka icon dekhaye dega us per aap ne click kar dena hai.us ke baad aap ne update setting per click kar dena hai.
* Daraz seller account kaise banaye
* Alibaba seller account kaise banaye
update setting per click kar dene ke baad aap ke saamne wo page khul jayega jaha aap ne us keyword everywhere api key ko enter karna hoga.
api key ko enter karne ke baad aap ne validate per click kar dena hai to keyword everywhere extension successfully activate ho jayega.ab is tool ki madad se aap bilkul free me keyword search kar sakte hai.
ab is keyword everywhere extension ko use karne ka tariqa be me aap ko batata hu ke aap ise kaise use karenge.is tool ke liye aap ko keyword find out karne honge.keyword search karne ke liye aik our free website hai jaha se aap free keyword hasil kar sakte hai.
keywordtool io.is website ko aap open karenge.is keyword suggestion tool me aap ko sabhi search engines ka option diya huwa hai.kesi be keyword ke related keywords nikalne ke liye aap kisi be search engine ka use kar sakte hai.
* Youtube Facebook Page Se Kaise Link Kare
* Android Apps Computer Main Kaise Chalaye
get metrics per click karne se aap ke saamne sabhi keywords ki detail aajayegi ke kis keyword per kitna traffic hai our kis keyword ki cpc high hai to aap ko aik idea mil jayega.
keyword everywhere extension bilkul paid tool ki tarha work karta hai.is ka proper use kar ke aap apne website ko top level bana sakte hai.
* Chinese Products Pakistan Me Kaise Buy Kare
* Affiliate Marketing Se Paise Kaise Kamaye
These is a really great article, thank you for sharing and i would like to say that, please keep sharing your information for us.
ReplyDeletePost a Comment